Saturday, August 29, 2015

Humein tumse pyar kitna

Humein tumse pyar kitna
Ye hum nahin jante...
Magar jee nahin sakte
Tumhare binaaaaaaaa.........

Suna gum judai ka uthate hain log
Jane jindegi kaise uthate hain log
Din bhi yaha to lage baras ke saman
Humein intezar kitna ye hum nahin jante
Magar jee nahin sakte
Tumhare binaaaaaaaa.........

Tumhe koi aur dekhe to jalta hain dil
Bari muskilo se phir samhalta hain dil
Kya kya jatan karte hain
Tumhe kya pata....
Ye dil bekarar kitna ye hum nahin jante
Magar jee nahin sakte
Tumhare binaaaaaaaa.........


Humein tumse pyar kitna
Ye hum nahin jante...
Magar jee nahin sakte
Tumhare binaaaaaaaa.........

No comments:

Post a Comment